Yeh baat main nay eid kee namaz pernay kay baad kissi ko sunai. yeh sahab thay trinidad kay . Arabi Labas pehna hoa aur mujay Eid mubarak kaha aur main nay bee jawab dia. Main samja keh shaid arab hai. Main nay unhain baat sunai keh aik din meri aik colleague phd professor ka phone aaya keh wo gahr kay liay koi frames kay design choose kerna chahati hai agar main uskee help ker doon. aik syrian kee photo frames kee dukaan per chalay ghaiay jo un koo khandani per frames suppliers tha. Jab hum frames choose ker rehay thay tau us syrian nay pucha ye sath kon hai? Meri colleague nay mazaqan keh dia keh mera husband hai. jesaay hee us nay ye baat sunni us ka rang lal ho ghia aur lecture daina shroh ker diya keh yeh kiyoun kia ajnabi kay saath. Yeh saray arab hee aisay hain kiyoun keh dunyaan main jitnay ghulam supply hoay India yaa Africa say wo arab traders kay hathoon say hee guzar ker ghaiay
Saturday, July 25, 2015
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment